Easy method for unlock app lock without password.
Applock ek bahut hi popular app hai jisse ham apne device me apne apps ko lock karne ke liye istamal karte hai taki koi aur hamari private cheejo ko na dekh paye.Har koi is app ko apne Device me istamal karta hai.Aap apne friends ke mobile me dekhe honge ki unka gallery ya koi aur application lock hote hai jise sirf aapka dost hi khol sakta hai.
Lekin Aaj mai aapko bataunga ki kaise aap is applock jo apps lock karta hai use bypass karte hai.

Mai aapko 2 Methods ke bare mai bataunga jisse aap Applock ko bypass kar sakte hai.
1 Methods:Yeh method bahut hi aasan hai isme aapko apne ya apne friend ke mobile me se Applock ke app ko Uninstall Karna hoga jo ki bina kisi password ke madad se hi uninstall ho jayega.
To uninstall karne ke baad aap koi bhi app jo lock the usse kholenge to wo app aaram se bina kisi password ke madad se khul jayega.
To uninstall karne ke baad aap koi bhi app jo lock the usse kholenge to wo app aaram se bina kisi password ke madad se khul jayega.
To yeh tha 1 Method Jo ki bahut hi aasan tha lekin isme ek baat ye hai ki aap agar apne friends ke mobile se Applock ko uninstall karte hai usse malum pad jayega ki kisine Applock ko uninstall kiya hai uske device se.
To aisa na ho to 2 Method se Applock Bypass kare.
2 Method:Yeh method bhi bahut hi aasan hai.Aur is method se Applock ko bypass karne mai Sirf 10 Seconds lagenge.Aur isme aapko Applock apne ya apne friend ke mobile se Uninstall bhi nahi karne padenge.
To chaliye suru karte hai.
1 ). Step:Apne ya Apne friend ke mobile me Settings me jaye.Aur waha par 'App' name ka option Dhunde aur us par click kare.Aur aap niche dekh sakte hai ki mera gallery lock hai.
2 ). Step:Jab aapko Apps ko open karenge to Aap wahan par Applock name ka App dhunde Aur Uss Par click kare.
3). Step:Phir Open karne ke Badd wahan par aapke samne do option honge Ek hoga 'Force stop' aur dusra hoga 'Uninstall'. To aapko kya karna hai ki aapko Uss Force stop Wale Option par click kar ke Ok dabana hai.To Force stop karne se kya hota hai ki Yeh app background me chalna band ho jata hai.
4 ). Step:Ab bas ho gaya Aapko kaam bas ab jake us app ko khole jo ki lock tha.To aap ye notice karenge ki Wo locked app bina kisi password aur badi hi aasani se kul gaya.Niche dekhiye jaise maine aapko bataya tha ki mai aapko gallery jo ki lock hai usse khol kar dikhaunga to niche aap dekh sakte hai ki mera gallery khul gaya hai.
Thanks for your support.stay connected for technologycal update.
Thanks for your support.stay connected for technologycal update.